Tshirt kurti jeans joggers wholesaler in kolkata 50 , 99 Sakshi Garments
R.sfilmfact: A wholesaler nahin retailer hai ret bahut mahanga
azharshaikh2964: 1st viewer
SarfarazAlam-l2r8b: Chhota kaam karne wala kaise lega
saifuddinsaifu412: 150 ola jeans
businessboy01: Bhai aapka channel per Vishwas Hai iske liye yah mat sochiye ji aapka channel per Varsha karne ke bad GST number hone ke bad bhi yah log achcha Mal denge yah log ekadam froad aadami hai.. Inka video delete karo turant nahin to aapke pass bahut jyada complain a jaega kyunki log 1 number froad hai
NIRMALMAHTO-hy1nu: mere sath bhi forod ho chuka hai fata purana forod
SarfarazAlam-l2r8b: Rate v jayda hai
sanjaychhaparia7386: Visit karne ke bad mein bhi froad kar dega yah
businessboy01: Number blur karo bhai nhi logon ka Paisa loot ho jaega... Aur aap phone karne ke bad bolega bhai nahin nahin ham log nahin karta hai is type ke scam... Achcha Si Mal deta Hai customer logon Ko.. youtuber bhai ko yahi bolega but vah ekadam kharab loge customer ke sath bahut kharab behaviour bhi karta hai aur aap ek bar Paisa De denge na uske bad aapke sath itna gandi tarike se baat Karega na aapko maloom pad jaega
businessboy01: Bhai aapka channel kharab ho jaega Inka video banane per yah log froad ... Dada apna channel kharab ho jaega Inka number blur kar do yah logon ke sath froad karta hai....
businessboy01: Mal lene ke bad yah log bolata hai jo Dan Diya Hai vah Dam per aur kya milega kachra wali milega unka language bhi change ho jata hai theek hai jo yah ladki video banaa Raha Hai Na bahut bada kharab log hai.. Bhai aap log Paisa mat bhejo are visit bhi mat karo
RiteshKumar-v3l1s: Ya forod hai bhai log
nidtv9: कोई नहीं लगा इसे माल इतना 100% लेकर कोई क्या करेगा दुकानदार
businessboy01: Mere Sath froad Kiya Hai.... Bhai log please ek Paisa bhi mat bhejo ke pass mat jao...
businessboy01: Next time ine logon ka video mat banai aur video Banakar ke aaya tha theek hai but Inka number blur kar dijiye... Aap kyunki video Banakar ke aaya na aapko achcha karke bolega Jay nahin karta hai ham log froad kisi ke sath but aap UN logon ka baton mein Vishwas mat kijiye logon ke sath bahut bada scam kar raha hai yah log... Sakshi garments sabse bada froad hai
businessboy01: Youtuber bhaiya ko ek baat bolna chah Rahe Ho Mera personal hisab se bhai iska video mat bnao aapka channel bahut kharab ho jaega aapka channel per bhi Vishwas uth jaega Ham logon ka
happymoments2445: Don't buy....y fresh or surplus dono m froud krte h...mne 45k ka Mall liys Vedio call pr but inhone bahut khrab Mall diya.... damage...stain lga hua...
abdurrahman3117: Koi mat lena Bhai log barbaad ho jao ge
anupkumar5730: Dabir bhaiya aap pe all over india aankh band kar ke viswas करता h, plz एसे लोगों ka video n banaye, पैसा सब कुछ नहीं है भैया
Ride2Hide: Please don't purchase lots mal
abdurrahman3117: Koi mat lena bhai ye forod h mera 60k barbaad ho gya h sab ganda maal hota h